Talash E Rizq Shayari Hindi Urdu Poetry

Dosto आपका स्वागत है मरे वेबसाइट में इस Post में हम आपको Talash E Rizq Shayari Provide कर रहे हैं । आप नीचे दिए गए Kisi भी Mirza Ghalib Shayari Talash E Rizq को चुन सकते हैं, और दुनिया को दिखा सकते हैं, कि आप किस चीज से बने हैं, आपको किस तरह का व्यक्तित्व मिला है। अपने Dosto को अपना Shayari Status दिखाएं |

Abdul Kalam और Mirza Ghalib फीचर इस स्थिति में मददगार होंगे। इसलिए आज मैं Whatsapp के लिए अपना संग्रह talash e Rizq के लिए साझा कर रहा हूं। नीचे दिए गए rizq poetry में से कोई भी Islam Shayari Status चुनें और अपनी Social जगहो पर Set करें। मुझे उम्मीद है कि आप इस संग्रह को व्हाट्सएप के लिए सबसे अच्छा Ghalib Rizq Shayari पसंद करेंगे, Facebook और Twitter आदि जैसे Social Media पर इन Islamic shayari in urdu संदेशों को Share करना न भूलें। आप लोग Comments में जरूर बताना की यह Post पड़कर आपको कैसा लगा |

Talash E Rizq Shayari In Urdu


talash-e-rizq men divan karta rahta huun
abhi safar nahin saman karta rahta huun

ḳhud apni raah men aksar pahaḌ ugata huun
ḳhud apni mushkilen asan karta rahta huun

sajata rahta huun kaġhaz ke phuul shaḳhon par
main titliyon ko pareshan karta rahta huun

main tuḳhm-e-ashk se tufan ugane ki zid men
tamam-shahr ko hairan karta rahta huun

mire makan men dhuan bhi ghuTan bhi hai lekin
main ḳhushbuon ko bhi mehman karta rahta huun

dil-o-nazar ko lahu men Dubona aata hai
na ab hansi hamen aa.e na rona aata hai

vo aadmi jo tiri aarzu men marta hai
vo tujh se pyaar nahin ḳhud se ishq karta hai

sab ik charaġh ke parvane hona chahte hain
ajiib log hain divane hona chahte hain

bichhaḌ ke tujh se kisi dusre pe marna hai
ye tajraba bhi isi zindagi men karna hai

patthar paani ho jaate hain
log kahani ho jaate hain

aah ko chahiye ik umr asar hote tak
kaun jiita hai tiri zulf ke sar hote tak

aa.e kuchh abr kuchh sharab aa.e
is ke ba.ad aa.e jo azaab aa.e
dil-e-nadan tujhe hua kya hai
aḳhir is dard ki dava kya hai

talash-e-rizq ka ye marhala ajab hai ki ham
gharon se duur bhi ghar ke liye base hue hain

subu men aks-e-ruḳh-e-mahtab dekhte hain
sharab piite nahin ham sharab dekhte hain

subu men aks-e-ruḳh-e-mahtab dekhte hain
sharab piite nahin ham sharab dekhte hain

tumhare hijr men marna tha kaun sa mushkil
tumhare hijr men zinda hain ye kamal kiya

havas na jaan tujhe chhu ke dekhna ye hai
tujhe hi dekh rahe hain ki ḳhvab dekhte hain

aur bhi dukh hain zamane men mohabbat ke siva
rahaten aur bhi hain vasl ki rahat ke siva

jo guzari na ja saki ham se
ham ne vo zindagi guzari hai

kar raha tha ġham-e-jahan ka hisab
aaj tum yaad be-hisab aa.e

हुई मुद्दत कि 'ग़ालिब' मर गया पर याद आता है।
वो हर इक बात पर कहना कि यूँ होता तो क्या होता।।

 Huyi Muddat ki "Galib" Mar Gaya Par Yaad Aata Hai, Wo Har Ek Baat Pe Kahata ki Yun Hota To Kya Hota..

तेरे वादे पर जिये हम, तो यह जान, झूठ जाना।
कि ख़ुशी से मर न जाते, अगर एतबार होता।।

 Tere Wade Par Jiye Ham, To Yah Jaan, Jhuth Jana, ki Khushi Se Mar N Jate, Agar Etbaar Hota..

हमको मालूम है जन्नत की हक़ीक़त लेकिन।
 दिल के खुश रखने को 'ग़ालिब' ये ख़्याल अच्छा है।।

 Hamko Malum Hai Zannat ki HAQIQAT Lekin, Dil Ke Khush Rakhane Ke "Galib" Ye Khyaal Achchha hai..

Mirza Ghalib Shayari Talash E Rizq Shayari


रेख़्ते के तुम्हीं उस्ताद नहीं हो 'ग़ालिब'।
कहते हैं अगले ज़माने में कोई 'मीर' भी था।।

 Rekhte Ke Tumhi Ustaad Nahi Ho "Galib", Kahate Hai Agale Zamaane Me Koi mir Bhi Tha

कोई मेरे दिल से पूछे तिरे तीर-ए-नीम-कश को।
ये ख़लिश कहाँ से होती जो जिगर के पार होता।।

 Koi Mere Dil Se Puchhe Tere tir-E-nim-Kash Ko, Ye Khalish Kaha Se Hoti Jo Jigar Ke Paar Hota..

बस-कि दुश्वार है हर काम का आसाँ होना।
आदमी को भी मयस्सर नहीं इंसाँ होना।।

hai Aur Bhi Duniya Mein Sukhan-War Bahot Achhe,
Kehte hai ki Ghalib Ka Hai Andaaz-e-Bayan Aur.

हैं और भी दुनिया में सुखन-वर बहुत अच्छे,
कहते हैं कि ग़ालिब का है अंदाज़-ए-बयाँ और।

Unke Dekhe Se Jo Aa Jaati Hai Chehre Par Raunaq,
Woh Samajhte hai Ke bimaar Ka Haal Achcha Hai.

उनके देखने से जो आ जाती है चेहरे पर रौनक,
वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है।

Be-Khudi Be-Sabab Nahin Ghalib,
Kuchh Toh Hai Jis ki Parda-Daari Hai.

बे-खुदी बे-सबब नहीं ग़ालिब,
कुछ तो है जिस की परदा-दारी है।

Yeh Na Thi Humari kismat Ke Visaal-e-Yaar Hota,
Agar Aur Jeete Rehte, Yehi Intezaar Hota.

ये न थी हमारी किस्मत के विसाल-ए-यार होता,
अगर और जीते रहते यही इंतज़ार होता।

Qaasid Ke Aate Aate Khat Ek Aur Likh Rakkhun,
Main Jaanta Hoon Jo Woh Likhenge Jawaab Mein.

कासिद के आते आते ख़त एक और लिख रखूँ,
मैं जानता हूँ जो वो लिखेंगे जवाब में।

Tum Na Aaoge Toh Marne ki Hai Sau Tadbirein,
Maut Kuchh Tum Toh Nahi Hai ki Bula Bhi Na Saku.

तुम न आओगे तो मरने कि है सौ ताबीरें,
मौत कुछ तुम तो नहीं है कि बुला भी न सकूं।

Rone Se Aur Ishq Mein Be-Baak Ho Gaye,
Dhoye Gaye Hum Itne Ke Bas Paak Ho Gaye.

रोने से और इश्क में बे-बाक हो गए,
धोये गए हम इतने कि बस पाक हो गए।

Imaan Mujhe Roke Hai Jo Khiche Hai Mujhe Kufr,
Kaaba Mere pichhe Hai Kaaisa Mere Aage.

ईमान मुझे रोके है जो खीचे है मुझे कुफ्र,
काबा मेरे पीछे है कायसा मेरे आगे।

Bana Kar Faqeeron Ka Hum Bhes Ghalib,
Tamasha Ehl-e-Karam Dekhte hai.

बना कर फकीरों का हम भेष ग़ालिब,
तमाशा एहल-ए-करम देखते हैं।

Aaina Dekh Apna Sa Munh Le Ke Reh Gaye,
Sahab Ko Dil Na Dene Pe kitna Guroor Tha.

आईना देख के अपना सा मुँह लेके रह गए,
साहब को दिल न देने पे कितना गुरूर था।

pine De Sharab Masjid Mein Baithkar,
Woh Jagah Bata Jahan Khuda Nahin.

पीने दे शराब मस्जिद में बैठ कर,
या वो जगह बता जहाँ ख़ुदा नहीं।

Bas ki Dushwaar Hai Har Kaam Ka Assan Hona,
Aadmi Ko Bhi Mayassar Nahin Insaan Hona.

बस की दुश्वार है हर काम का आसान होना,
आदमी को भी मयस्सर नहीं इंसान होना।

यही है आज़माना तो सताना किसको कहते हैं।
अदू के हो लिए जब तुम तो मेरा इम्तहां क्यों हो।।

 Yahi Hai Aazamana To Satana kisko Kahate Hai, Adu Ke Ho Liye Jab Tum To Mera Inthaan Kyu Ho..

तुम न आए तो क्या सहर न हुई
हाँ मगर चैन से बसर न हुई।

 tum na aae to kya sahar na huee
haan magar chain se basar na huee.

मेरा नाला सुना ज़माने ने
एक तुम हो जिसे ख़बर न हुई।।

mera naala suna zamaane ne
ek tum ho jise khabar na huee..

मत पूँछ की क्या हाल हैं मेरा तेरे पीछे ,
तू देख की क्या रंग हैं तेरा मेरे आगे …

Rizq poetry Islam


mat poonchh ki kya haal hain mera tere pichhe ,
too dekh ki kya rang hain tera mere aage …

ऐ बुरे वक़्त ज़रा अदब से पेश आ ,
क्यूंकि वक़्त नहीं लगता वक़्त बदलने में …

ai bure vaqt zara adab se pesh aa ,
kyoonki vaqt nahin lagata vaqt badalane mein …

ज़िन्दगी उसकी जिस की मौत पे ज़माना अफ़सोस करे ग़ालिब ,
यूँ तो हर शक्श आता हैं इस दुनिया में मरने कि लिए …

zindagee usaki jis ki maut pe zamaana afasos kare gaalib ,
yoon to har shaksh aata hain is duniya mein marane ki lie …

ज़ाहिद शराब पीने दे मस्जिद में बैठ कर ,
या वह जगह बता जहाँ खुदा नहीं ..

zaahid sharaab pine de masjid mein baith kar ,
ya vah jagah bata jahaan khuda nahin ..

Gouhar Shayari Urdu


था ज़िन्दगी में मर्ग का खत्का लाग हुआ ,
उड़ने से पेश -तर भी मेरा रंग ज़र्द था .

tha zindagee mein marg ka khatka laag hua ,
udane se pesh -tar bhi mera rang zard tha .

इस सादगी पर कौन ना मर जाये
लड़ते है और हाथ में तलवार भी नहीं

is saadagee par kaun na mar jaaye
ladate hai aur haath mein talavaar bhi nahin

उनके देखे जो आ जाती है रौनक
वो समझते है कि बीमार का हाल अच्छा है

unake dekhe jo aa jaati hai raunak
vo samajhate hai ki bimaar ka haal achchha hai

जला है जिस्म जहाँ दिल भी जल गया होगा,
कुरेदते हो जो अब राख, जुस्तजू क्या है ?

jala hai jism jahaan dil bhi jal gaya hoga,
kuredate ho jo ab raakh, justajoo kya hai ?

हथून कीय लकीरून पय मैट जा ऐ ग़ालिब,
नसीब उनके भी होते हैं जिनके हाथ नहीं होते !

hathoon kiy lakiroon pay mait ja ai gaalib,
nasib unake bhi hote hain jinake haath nahin hote !

उनकी देखंय सी जो आ जाती है मुंह पर रौनक,
वह समझती हैं केह बीमार का हाल अच्छा है !

unaki dekhany si jo aa jaati hai munh par raunak,
vah samajhati hain keh bimaar ka haal achchha hai !

दिल सी तेरी निगाह जिगर तक उतर गई,
2नो को एक अड्डा में रज़्ज़ा मांड क्र गए !

dil si teri nigaah jigar tak utar gaee,
2no ko ek adda mein razza maand kr gae !

कितना खौफ होता है शाम के अंधेरूँ में,
पूँछ उन परिंदों से जिन के घर्र नहीं होते …

kitana khauph hota hai shaam ke andheroon mein,
poonchh un parindon se jin ke gharr nahin hote …

हज़ारों ख्वाहिशें ऐसी के हर ख्वाहिश पे दम निकले
बहुत निकले मीरे अरमान लेकिन फिर भी कम निकले

hazaaron khvaahishen aisi ke har khvaahish pe dam nikale
bahut nikale mire aramaan lekin phir bhi kam nikale

rekhte ke tumhen ustaad nahin ho gaalib,
kahte hain agale zamaane mein koi mir bhi tha !

रेख्ते के तुम्हें उस्ताद नहीं हो ग़ालिब,
कहते हैं अगले ज़माने में कोई मीर भी था !

phir usi bevapha pe marte hain,
phir vahi zindagee kamari hai !

फिर उसी बेवफा पे मरते हैं,
फिर वही ज़िन्दगी हमारी है !

उस पर उतरने की उम्मीद बोहत कम है,
कश्ती भी पुरानी है और तूफ़ान को भी आना है !

us par utarane ki ummid bohat kam hai,
kashti bhi puraani hai aur toofaan ko bhi aana hai !

यह इश्क़ नहीं आसान बस इतना समझ लीजिये,
एक आग का दरया है और डूब कर जाना है !!

yah ishq nahin aasaan bas itana samajh leejiye,
ek aag ka daraya hai aur doob kar jaana hai !!

कोई उम्मीद बर नहीं आती,
कोई सूरत नज़र नहीं आती !

koi ummid bar nahin aati,
koi soorat nazar nahin aati !

मौत का एक दिन मु’अय्यन है,
निद क्यों रात भर नही आती ?

maut ka ek din mu’ayyan hai,
nid kyon raat bhar nahi aati ?

मासूम मोहब्बत का बस इतना फ़साना है
कागज़ की हवेली है बारिश का ज़माना है

Watni Shayari in Urdu


maasoom mohabbat ka bas itana fasaana hai
kaagaz ki havelee hai baarish ka zamaana hai

आगे आती थी हाल-इ-दिल पे हंसी
अब किसी बात पर नहीं आती

aage aati thi haal-i-dil pe hansi
ab kisi baat par nahin aati

क्यों न चीखूँ की याद करते हैं
मेरी आवाज़ गर नहीं आती.

kyon na chikhoon ki yaad karate hain
meri aavaaz gar nahin aati.

क़र्ज़ की पीते थे मय लेकिन समझते थे कि हां
रंग लावेगी हमारी फ़ाक़ा-मस्ती एक दिन
हैं और भी दुनिया में सुख़न-वर बहुत अच्छे
कहते हैं कि ‘ग़ालिब’ का है अंदाज़-ए-बयाँ और
तुम सलामत रहो हजार बरस,
हर बरस के हों दिन पचास हजार !

qarz ki pite the may lekin samajhate the ki haan
rang laavegee kamari faaqa-masti ek din

hain aur bhi duniya mein sukhan-var bahut achchhe
kahte hain ki ‘gaalib’ ka hai andaaz-e-bayaan aur

tum salaamat raho hajaar baras,
har baras ke hon din pachaas hajaar !

निकलना ख़ुल्द से आदम का सुनते आए हैं लेकिन,
बहुत बे-आबरू हो कर तिरे कूचे से हम निकले !

nikalana khuld se aadam ka sunate aae hain lekin,
bahut be-aabaroo ho kar tire kooche se ham nikale !

इशरत-ए-क़तरा है दरिया में फ़ना हो जाना,
दर्द का हद से गुज़रना है दवा हो जाना !

isharat-e-qatara hai dariya mein fana ho jaana,
dard ka had se guzarana hai dava ho jaana !

उन के देखे से जो आ जाती है मुँह पर रौनक़,
वो समझते हैं कि बीमार का हाल अच्छा है !

un ke dekhe se jo aa jaati hai munh par raunaq,
vo samajhate hain ki bimaar ka haal achchha hai !

आह को चाहिए इक उम्र असर होते तक,
कौन जीता है तिरी ज़ुल्फ़ के सर होते तक !

aah ko chaahie ik umr asar hote tak,
kaun jeeta hai tiri zulf ke sar hote tak!

हम वहाँ हैं जहां से हमको भी
कुछ हमारी खबर नहीं आती

ham vahaan hain jahaan se hamako bhi
kuchh kamari khabar nahin aati

हज़ारों ख़्वाहिशें ऐसी कि हर ख़्वाहिश पे दम निकले,
बहुत निकले मिरे अरमान लेकिन फिर भी कम निकले !
Newest
Previous
Next Post »